December 9, 2008

IM Chat with a Pakistani Engineer on his Business Tour to China


zaheer says:
avoid frogs and snakes

Bukhari @ China says:
ji janab avoid ker raha hoon
zaheer says:

and also lizards
Bukhari @ China says:

per waisay mein nay yahan kisi ko khatay dekha nahin hai abhi tak

zaheer says:

kitnay minute ho gai hein

Bukhari @ China says:
kitnay minute?

zaheer says:

idher china mein jo kisi ko khatay huay nahin dekha

Bukhari @ China says:

11 days ho gye hein ajj aur kal wapsi hai

zaheer says:

wapsi kidher hai pakistan mein?

Bukhari @ China says:

shanghai, beijing, shenyang, fushan, wuhan aur hangzhou city mein raha hoon in days mein wahan tu nahin nazar aye
zaheer says:
and where r u at the moment, province?

Bukhari @ China says:

nahin qatar

Bukhari @ China says:

pakistan 9th ko aaon ga

Bukhari @ China says:

i m in hangzhou right now

zaheer says:

waisay yara china nay waqai koi progress ki hai

Bukhari @ China says:

bohat ziada

Bukhari @ China says:
yahan jis say bhi koi baat kero kisi cheez ki manufacturing ho ya khuch bhi

Bukhari @ China says:

they reply no problem

Bukhari @ China says:

everything possible

zaheer says:

mstlsb yeh hai keh koi ameer log hein yahan per

Bukhari @ China says:

eik needle sy lay ker waqi sab khuch bana rahay hein

zaheer says:

yara yeh tu industrial progress hai
koi cultural progress / advancement hai zaheer says: log kaisay hein
Bukhari @ China says:

bohat hein

Bukhari @ China says:

living standard is good
Bukhari @ China says:

cities are clean

Bukhari @ China says:

wel managed

Bukhari @ China says:

infrastructure acha hai
zaheer says:

lahsan ki smell tu nahin aati in sey

Bukhari @ China says:
log sahi abhi tak jin say pala para hai mera
Bukhari @ China says:

translator kay liye kabhi abhi dayghter ko lay aatay hein ya kabhi sister ko

zaheer says:

yara dekh ker tu yehi lagta hai keh lasan ki smell ho gi har jagah

Bukhari @ China says:

in nai genration sari english seekh rahai hai ab

zaheer says:

waisay yara tu pakistan aa ja by road

zaheer says:
khunjarab border to pakistan is a majestic road

Bukhari @ China says:

china itna bara hai pata nahin lagta kidhar jana hai

Bukhari @ China says:

yahan sab lahore ki flight nahin milti koi

zaheer says:

yara tu apnay batch mein sey kisi banday ko janta hai jo employed na ho?

Bukhari @ China says:
nahin aisa koi meri nazar mein tu nahin hai

Bukhari @ China says:

kiun khariat hai

Bukhari @ China says:

kia hua hai

zaheer says:

hotels waghaira kaisay hein

Bukhari @ China says:

achay hein all internation hotels . bohat ziada hotels hein her city mein

zaheer says:
yara more than 1 billion ki population hai. itnay hotel tu hongay wahan
zaheer says:

just tell me r they more advance as compared to people in arab emirates

Bukhari @ China says:

no

Bukhari @ China says:
but they r on right track

No comments:

Post a Comment